Posts

Bachpan ki yadain | | Ak khubsurat Safar🚃

Image
 Assalamulaikum! Ksa ha ap sb? Aj ka topic ha bachpan ki kuch sunahri yadain 🙆‍♂️🙆‍♀️ Bachpan ka Safar😚 Bachpan ka ak asa safar jaha sirf maza aur sukoon tha. Ak asi dunya jaha pr kisi ki bat ka bura ni lagta bas ak apni hi dunya smjh ni aa rha ka kaha sa start kara balka hum apna traditional khal sa hi start krta ha😃 Stapu👫 Yad ha ka bhul gya? Chla abi yad aa jay ga!  Bachpan ki sunahri yado ma sa ak🤗 Is game ma out hona ka bhi apna maza tha😉 aur jab ya stone uthana to kuch bacha to bechara gir jata tha is ka andar hi😂 kitna cute seen hota tha tab. Uff mara bachpan ka suhana din.😙 Is ma ak maza ki bat jab ak pau pa chal kar langra karna hota tab to bohat hi maza ata🤣 ya ak asi game ha jis ki waja sa ghar ma bhi kut parti kuka asa draw karna ka bad erase karna mushkil ho jata tha😉 Kya apna kabhi ya game khala? Tell me in comment👇 Chla ap apni next game ki taraf chalta ha ; Bhanta khalna🙋‍♂️🙋‍♀️ Kis kis na bhanta khala ha? Isko khancha bhi bolta ha apki zuban ...

Zindagi aur adab| | Adab-e-Mustafa

Assalamulaikum! Ksa ha ap sab? Aj ka mozu ha zindagi aur adab.  Zindagi aur Adab💚 Zindagi aur adab ka ak gehra connection ha👥 wo is tarha ka hum ak makula sunta rehta ha ka "Ba-Adab ,Ba-naseeb, aur be-adab ,be-naseeb👏 zindagi ma in words ko yad kar la aur apna dil ki takhti par likh la. Adab kya ha?🙂 Shyd apna kabhi is tarha adab ka bara ma na suna ho. Adab ka lafz ata hi hum smjhta ha ka adab parents ka aur teachers ka karna ya sab ha.🙇‍♀️🙇‍♂️ ya bhi adab hi ha. Lakin har wo chez jo is dunya ma ha aur Rab Tala ki bani hui chez ha wo adab ha.🤗 Aur yad rakha adab hi sa apki zindagi ma kamyabi ha. Adab ka begar kamyabi😑 Boht sa students asa ha jo bohat rata marta ha aur perfect rata marta ha lakin adab sa mehrum hota ha asa students zahiran number la bhi lata ha lakin zindagi ma kabhi kamyab nahi hota💣 ya ak talkh hakikt ha. Shyd apko laga ka hum wsa hi bat kar raha ha to apni zindagi ma asa insan ko talash kara jo adam ka kail ha aur puchiya adab sa kya hota ha. Adab-e-Mus...

Islamic Touch | Purdah in Islam Part-3🖤

 Assalamulaikum! How are you all? Purdah series ka aj last part ma khush amadeed💙aj hum ahl-e-beat aur sahabiyat ka purdah ka bara ma zikar kara ga☺  Syeda Fatima ki Zindagi 💖 Huzur akram ki shehzadi , syeda , tayaba , tahira ka pardah aur unki zindagi hum khwateen ka lia rol model ha. Huma zindagi ma unka tarika pr amal krna chahiya. Ap hmsha pardah ma rehti👍 Hazart Imam Hassan ka Wakia🤗 Hazrat Imam Hassan sa riwayat ha ka ap farmata ha mana apni zindagi ma yani ap takribn 11 baras ka qareeb tha jab syeda pak is dunya sa rukhsat hi gai.🎗 Ap farmata ha ka mana kabhi apni zindagi ma kabhi apni walida ka baal bhi kabhi ni dakha😳 kabhi baal bhi!  Aj ki Society 👩‍👧‍👦 Lakin aj hmara muashra ma khwateen baal khol kar phirti ha aur afsos ha asa bhai par asa baap pr aur asa beta par jinko pata nahi ka aurat ko kis tarha rakhna ha.😑 Shyd isi wja sa aj hmara muashra barbad ho gya.💔 Hum na kabhi unko apna hakikatan role models ka bara ma btaya hi ni.  Syeda-Pak...

Islamic Touch | Purdah in Islam Part-2

  Assalamulaikum ! How are you all? Today the second part of pardah series🤗 lets start; Why was Purdah prescribed for Women?👍 One thing should be remembered; in islam woman are instructed to observe purdah because human beings possesses natural sexual desires that can attact them towards another👥Since men may find it difficult to fully control their gaze😵 woman are advised to observe purdah,while men are commanded to lower their eyes👀 The Perspective of Modern Society 💢 In today's society, especially among the education class, some highly educated women believe that purdah is a barrier.💈They say that wearing the vail makes them feel uncomfortable 🙍‍♀️Similary slogans like "my body, my choice" are often used questioning why women should observe purdah and insisting that men should simply lower their gaze 🙄 The Body is a Trust from Allah💖 The human body is a trust from Allah because it has been granted to us as a blessing. We didn't created it ourselves🙅‍♀️...

Islamic Touch| Pardah in Islam🖤

Image
Assalamulaikum!ksa ha ap sab?aj sa fakir pardah series start kar raha ha jis ma apko proper pardah ka bara ma batau gi😊 aj ka introduction ma khush amadeed!🌹 Umeed ha jab ya series kuch dino ma khatam ho gi apna pardah start kar dia ho ga🤩 chaliya strt karta ha ha. What is Pardah?🧕 Pardah ka lafz sunta hi hmra dimag ma pehli chez jo ati ha wo ya ka iska matlb skarf pahn lana ha ya abaya wgra. Pardah ka basic matlb "chpana" means hide😶 Pardah ka matlb hu chupi hui chez ka ha. Pardah kin sa krna ha aur kin sa nahi chaliya aj hum discuss krta ha. Who is pardah obligatory on?🤔 Sb sa pehla pardah farz kin pr ha? Kya sirf alima pr? Kya sirf haifza pr? Ya deen parhna walo pr? Nahi yad raha ka hum musliman ha aur pardah ka bara ma quran ma dakhta ha ka quran kya kehta ha  "Aa nabhi(S.W.A) ap farma da apni bibiyo(means wifes) apni betiyo aur momina aurto sa ka jab gharo sa nikla to chahra dhanp kr ghonghat nikal lia kara" This is not my words, its quran's word. Ku...

Very Motivational and islamic| Allah pr tawakul🌷

                                  😊  السلام علیکم! کیسے ہیں آپ سب؟                         آج کا موضوع ہے اللہ تبارک وتعالی پر بھروسہ ۔                                   😶توکل کیا ہے؟ توکل کا لفظی معنی ہے "بھروسہ " کرنا کے ہیں۔ یعنی انسان اپنی مشکلات میں صرف اسی ذات کی طرف رجوع کرے۔ توکل جب اس ذات پر ہو تو بندا بہت سی مشکلات کو برداشت کر لیتا ہے۔                    🤔مشکلات کن پر آتی ہیں؟ کیا آپ جانتے ہیں مشکلات کن پر آتی ہیں؟ بہت سے لوگ جب کسی کو کسی مشکل میں دیکھیں تو کہتے ہیں دیکھا اس کو گناہوں کی سزا ملی۔😑 لیکن جب خود پر کوئی مشکل آئے تو کہتے ہیں کہ ہم پر اللہ کی طرف سے آزمائش ہے۔ کیا یہی حقیقت ہے؟ نہیں ایسا بالکل نہیں ۔ اللہ جن سے محبت کرتا ہے انہی کو آزمائش میں ڈالتا ہے۔ 👏محبت کرنے والوں پر آزمائش...

Very deep| Sohbat ka asar👥

 Assalamulaikum! Ksa ha ap sab?  Sohbat ka Asar👥 Sab sa pehli bat to ya bat yad rakha ka sohbat ka asar kya ha? Hum ma sa bht sa log janta bhi ha ka sohbat ka matlb kisi bhi insan ka afal ko follow krna means us tarha ban jana. Ak mashhur kahawat ha ka " kharbuza ko dakh kr kharbuza rangh pakarta ha "🍋 isi tarha yad rakha sohbat ka asar hota ha. Sohbat kitni tarha ki?🤷‍♀️🤷‍♂️ Yad rakha sohbat 2 tarha ki ha. Achi sohbat 😍 Buri sohbat 😶 Hum na dakha ka sohbat do tarha ki ha aur hum ab bari bari dakhta ha aur khud ka muhasba karta ha ka hum kin logo ki sohbat ma bathta ha. Achi Sohbat  Yad rakha acha logo ki sohbat apko acha bnay gi aur bura logo ki sohbat bura bnay gi.Acha log kis tarha ka yani wo log jo Allah ka qareeb ha. Ak bohat hi pyari bat ha ka "un logo ka pas batho jin pr rehmat ki barish hoti ha taka us rehmat ka qatra tum pr bhi gira"🌸  Apki sohbat hi apka kirdar ki akasi karti ha. Aur kaha jata ha ka "sohbat ka asar baz ukat tarbeyat ka asar sa...