Lesson in Faith| Understanding Imama and Haya's Journey
Assalamualaikum! How are you all? I hope so You're all in good health ☺️ This is about the story of Haya and Imama. Aghaz_e_Zindagi🌘 Ap janta ha is digital world ma bohat sa log asa ha jo novels nahi parta aur wo novels ko kuch khas acha bhi nahi samjhta. Is ki 2 reasons ho sakti ha. Pehli ya ka wo novels ka bary ma janta nahi ha❓Dusri ya ka wo is wajah sa pasand nahi karta ka is ma ishq_o_mohabat ki dastan hoti ha. Wasa hum dono tarha ka logo ko galat to nahi keh rha kuka abi last par fasla kary ga ka novels parhna chahiye ka nahi. Sukhan_e_Umera Ahmad💘 Kuch writers asa ha jin ka alfaz dil sa takra kar wujud ka kisi hisa ma thahar jata ha aur kisi wakat yad ata ha. Isi tarha ki novel nigar Umera Ahmad ha. Mujy novels sa koi khasa lagao nahi ha. Mujy parhna ka bhi shok nahi ha ya keh sakta ha tha. 😬 Ma jab bhi novel ki koi book dakhti to itni bari kitab dakh kar dur sa hi nafrat ho jati. Bohat sa logo ki nafsyat asi hoti ha ka bari kitaba dakh kar dar jata ha. Bas ak a...