Posts

Showing posts with the label Zindagi-aur-adab

Zindagi aur adab| | Adab-e-Mustafa

Assalamulaikum! Ksa ha ap sab? Aj ka mozu ha zindagi aur adab.  Zindagi aur Adab💚 Zindagi aur adab ka ak gehra connection ha👥 wo is tarha ka hum ak makula sunta rehta ha ka "Ba-Adab ,Ba-naseeb, aur be-adab ,be-naseeb👏 zindagi ma in words ko yad kar la aur apna dil ki takhti par likh la. Adab kya ha?🙂 Shyd apna kabhi is tarha adab ka bara ma na suna ho. Adab ka lafz ata hi hum smjhta ha ka adab parents ka aur teachers ka karna ya sab ha.🙇‍♀️🙇‍♂️ ya bhi adab hi ha. Lakin har wo chez jo is dunya ma ha aur Rab Tala ki bani hui chez ha wo adab ha.🤗 Aur yad rakha adab hi sa apki zindagi ma kamyabi ha. Adab ka begar kamyabi😑 Boht sa students asa ha jo bohat rata marta ha aur perfect rata marta ha lakin adab sa mehrum hota ha asa students zahiran number la bhi lata ha lakin zindagi ma kabhi kamyab nahi hota💣 ya ak talkh hakikt ha. Shyd apko laga ka hum wsa hi bat kar raha ha to apni zindagi ma asa insan ko talash kara jo adam ka kail ha aur puchiya adab sa kya hota ha. Adab-e-Mus...