Zindagi aur adab| | Adab-e-Mustafa
Assalamulaikum! Ksa ha ap sab? Aj ka mozu ha zindagi aur adab.
Zindagi aur Adab💚
Zindagi aur adab ka ak gehra connection ha👥 wo is tarha ka hum ak makula sunta rehta ha ka"Ba-Adab ,Ba-naseeb, aur be-adab ,be-naseeb👏zindagi ma in words ko yad kar la aur apna dil ki takhti par likh la.
Adab kya ha?🙂
Shyd apna kabhi is tarha adab ka bara ma na suna ho. Adab ka lafz ata hi hum smjhta ha ka adab parents ka aur teachers ka karna ya sab ha.🙇♀️🙇♂️ ya bhi adab hi ha. Lakin har wo chez jo is dunya ma ha aur Rab Tala ki bani hui chez ha wo adab ha.🤗 Aur yad rakha adab hi sa apki zindagi ma kamyabi ha.
Adab ka begar kamyabi😑
Boht sa students asa ha jo bohat rata marta ha aur perfect rata marta ha lakin adab sa mehrum hota ha asa students zahiran number la bhi lata ha lakin zindagi ma kabhi kamyab nahi hota💣 ya ak talkh hakikt ha. Shyd apko laga ka hum wsa hi bat kar raha ha to apni zindagi ma asa insan ko talash kara jo adam ka kail ha aur puchiya adab sa kya hota ha.
Adab-e-Mustafa😍
Asal topic to ab shuru hua ha adab-e-mustafa. Pehla to yahi dakha ka kitna khubsurt topic ha is topic pr hi hmara maa baap qurban💞 Adab hakikatan adab-e-mustafa hi ha. Aur fakir kehta ha ka khuda hmara bacho ma bhi adab pedah kara yani adab-e-mustafa padah kara😘
Meri ana wali naslee💫
Apka ishq ma hi machle💌
Unhe nak tum banana😍
Madani Madina wala💟
Sahaba ki Zindagi aur Adab🌷
Sahaba na jo mohabat ki ha na wo hum ni kar skta. Kuka ak sahabi ka zikar kar raha ha fakir wo sahabi jo huzur ki bargah ma betha ha aur zehar mila khana apki bargah ma pesh hua🥗 wo sahabi na ak niwala kha lia yani abi muu ka andar hi tha to khana bol para ka mara andar zehar ha😳 kya bat ha na mera kareem mehbub ki khana bol para bai khana!🤩 to apna sahabi ko farmaya ka ya niwala thuk do zehar ha is ma lakin wo sahabi kya kia kha gay. Ab tarap raha ha zehar ka asar sa apna farmaya mena kaha tha na phir ku khaya? Farmana lga huzur mujy gawara ni karta ka apki majlis ma dhuku😘😘 SubhanAllah SubhanAllah 📿 tarap kar jan da di lakin dhuka ni. Ap andaza kar chuka ho ga ab balka nai ya andaza laga hi ni skta.
Baba g Khadim Hussain ak shaks ka wakiya💢
Ak dafa ak shaks aa gya aur kehna laga baba g mari tango ma boht tard rehti ha to apna farmaya ka punjabi ma ka tenu kon kehnda aa durud khara ho kr parh yani thora parh lo beth ka parh lo ya adab ha😊
Sahabi ki Mohabat💝
Ya asa alfaz ha mara dil karta ha sona ka pani sa likhu Hayyee! Huzur ka ak sahabi Hazrat bra-aa bin malik kuch kehta ha ka talha bin bra-aa inki umar mubarik 12 ya 13 saal ha aksar huzur guzarta na to kehta ya Rasool Allah mujy bhi koi kam kaha pyar ho gya na huzur sa ab dil krta mehbub bar bar kam kaha aur ma karu 🌺 to huzur chota mota kam kehta.
Baap ko Qatal🌾
Huzur inki gar-mojudgi ma inka boht tazkira karta to sahaba aksar sochta ka ya to chota mota kam karta ha iska itna tazkira🤔 Ak din Huzur na socha ka aj inha tajurba karwata ha to apna bra-aa bin malik ko bulaya aur farmaya muj sa mohabt krta ho? Kehna laga boht apna farmaya ka jao apna baap ka sar kat kar lao 😱 ya dhora jab itna josh ka sath gay apna sahaba ko kaha ka jao inha pakro warna ya sach ma la ay ga.
Dunya sa Jana ka wakt🙎♂️🙎♀️
Ab bemar rehna laga ya sahabi to huzur din ma 2 martba ayadat ka lia jata. Ak din huzur unka walid sa bat karta hua roo para to jab huzur chla gay to walid sa pucha huzur kya keh rha tha 🤨 to unka walid na jawab dia ka huzur keh rha tha ka beta tera aj intakal ho jay ga to mujy khabar karna ma janaza parha duu ga😓 To beta kehna laga ka aba ak wada karo ka jab ma fot ho jao huzur ko itlah ni karna baap haran ka beta huzur irshad farma kar gay ha. To bacha bola ka aba jaha sa huzur ata ha na wo yahudiyo kay muhala ha aur mujy dar ha ka kahi wo apko takleef na puhanchay😖 umar 12,13 saal aur mohabat dakha hayyee! SubhanAllah SubhanAllah 😢
Bacha aur Mohabat💐
Ak dafa na jab ap makkah sharif ma tha to apna hazrat bilal ko farmaya ka azan do unho na azan di to kuch non-muslim bacha bhi tha aur un ma sa ak bacha hazrat Bilal ki nakal utar raha🐣 Ab Kareem mehbub ki nazar pari to farmaya ka mara pas lao. Bacha ab dar gaya ka ab kya ho ga to huzur na farmaya ka beta jasa ap waha mera bilal ni nakal utar raha tha phir parho ab bacha aur dara😵 to chla us bacha na parhi huzur ko itni pasand ai apna farmaya phir parho us na phir parhi jab parha na ash-hadu anna Muhmmad-ul-Rasool-Allah to bacha ka dil badal hi gya huzur na farmaya ka thk ha beta jao lakin bacha ab kesa jata huzur kalma parhay ab ☺ acha musliman hua to apna Madina ka galiban ya makkah ka mozan bana dia.
Bara- Baal
Ab taleem bhi wahi hasil ki aur bacho ko daras bhi wahi data to unka chehra ka jo aga wala baal tha na chand agah wala baal wo itna barah ho gay ka jab bethta to zameen sa lagta🙂 chunka shariyat ma mard sirf ya to kan ki loh tak ya kandho tak rakh skta ha. To ak sahabi na kaha ka kya ap janta ni shariyat. To kya jawab data ha farmata ha jab ma chota tha na aur huzur sa kalmah parha to apna mara matha par bosah dia😘 to ya baalo par huzur ka hont mubarik laga tha 💟 Hayyee! Mahbub ka hont to ma ya katwa nahi skta. Ya ha mohabta , pyar hakikatan.
Conclusion 🌼
Adab ko dakha ka adab kya ha aur ya sari huzur ka adab par hi ha ka sahaba na kis tarha adab kia hakikatan adab kehta kis ko ha. Mehbub sa mohabat hi asal adab ha kuka adab mohabat ka pehla takaza wo iqbal ka shar ka dusra misrah ha ka
Adab pehla karina ha mohabat ka karino ma
Hmsha adab ko tarjeeh da baki adab ka bara ma zikar next blog ma kara ga tab tak Allah Hafiz 😚 Apni ray comment ma da ka apko ya blog kasa laga.
Comments
Post a Comment