2Types of people👉 2 tarha ka log

 2 Tarha ka Log

Yad rakha is dunya ma do tarha ka log ha ak wo jin ko bhaja gya ha is dunya ko fatah karna ka lia aur dusra wo jis ko dunya fatah karna wala ko tyar karna ka lia bhaja gya ha.💪Bohat sa log ha jo bht kuch chahte ha is dunya ma lakin jab unko wo na mila to wo chahte ha ka ab koi asa insan na ho jis ko ya problem ay ya phir wo unki problem solve krna ka lia hamsha kosha rehta ha.💗

Log kon ha?

Hum na dakha do tarha ka log

  • Dunya fatah karna wala😎
  • Fateh ko tyar krna wala😍

Fateh ksa banta ha?

Fateh bnana asan nahi is ma itni mehnat ha shyd hum is ka tasawur bhi nahi kr skta lakin na mumkin bhi nahi ha🤞 Yad rakha dunya ma jo bhi nit nay ejadat ho rha ha wo hum jasa insan hi kr rha ha na👍Asa to nahi ha na ka wo koi aur makhluk ha ?nahi wo insan hi ha lakin un ma jazba ha junoon ha kuch kr jana ka hosla ha🤓 wo mushkilat sa ghabrata nahi ha samna krta ha 🐅 Wo kabhi bhi darta nahi ha. Agr wo fail ho jay wo ya nahi kehta ka bas ab nahi krna dubara balka wo har bar koshish krta ha unki zindagi ma har ka lafz to ha hi nahi🌱

Problem- Solving Ability💖

Wo har problem ko bht effectively solve krta ha. Wo kabhi ya nahi kehta ka is problem ka solution nahi. Kuka wo fateh ha wo janta ha ka unho na dunya ko fatah krna ha wo ksa ya soch skta ha ka problem ka solution nahi ha.🦋

Gadaro ki Pehchan🐺

Un ka andar ak asi ability hoti ha ka wo gadar ko bht achi tarha pehchan lata ha. Wo janta ha ka kon un ko nuksan pohnchay ga👌 wo janta ha ka kis shaks par bharosa acha ha aur kis par nahi. "Sab sa khatarnak dushman apna darmyan mojud hona wala ha , sb sa pehla us sa bacho"👀

Hamsha tyar🤴

Fateh hamsha tyar rehta ha us ko kabhi bhi tyar hona ki zrurat nahi parti wo fateh hi kya jis ko tyar hona ki zrurat para😎

Ability to lead the people🏆

Yad rakha jo fateh hota ha wo dunya ko lead krta ha na ka dunya unka lead karti ha💦 wo hamsha sab sa alag rasta choose krta ha asa rasta jis ma mushkilat ha jis ma dusro ka fayda ha asani ha. 

Quaid-e-Azam & Ghandi🎊

Ak dafa takreer ka duran quaid-e-azam na kaha ka ghandi jee ap logo ka rujhan dakh kr fasla krta ha, aur ma fasla kr ka logo ka rujhan hi badal data hu🙌😎 Asal ma asa log ki leader banta ha.

Fateh ko tyar kon krta ha?

Pehla hum na dakha ka fateh hota kon ha ab fateh tyar kon krta ha🤔 ak makula hum sunta ha ka:

          "Maa ki godh bacha ki pehli dars gah ha"👩‍👦‍👦

Yad rakha ya mothers hi ha jo fateh pada karti ha ya hi dunya ko asa bacha pada kr ka dati ha jo zulm ka khilaf awaz uthata ha ☄️ yahi wo bacha hota ha jo dunya ko fatah krta ha.

What type of Mothers?🤔

Kya har maa asa bacha pada kr skti ha? Kya har aurat asa shaur da skti ha? Nahi! Sirf wo jo apna bacha ki tarbiyat ak fateh ki tarha krti ha, wo jo apna bacha ko har chez ka bara ma btati ha. Asi maayy sadiyo bad pada hoti ha jin ka pas ya shaour hota ha asa hi ni kaha tha badsha nipolean na ka:-

                             " Ap mujy achi maaay da ma apko achi kom du ga"🌷

Haan ya maa hi hoti ha jo bharia bhi bnati ha aur shar bhi🦁 ya maa hi hoti ha jo bacha ko btati ha ka beta tumhara maksad ya ha bechpan sa us ki is tarha parwarish krti ha jasa huzur gos-e-pak ki walida na ki ka beta jhuut na bola kabhi bhi phir wo chpta sa bacha choti si hi umar ma logo ki apni khubsurat ada sa tobah karwa data ha🤗

Tarbeyat ma asar👍 

Yad raha ka agr ap bacho pr nazar na rakha to sirf tarbeyat hi nahi zruri sirf. Ya wo dor ha ka bacho ki tarbeyat bht mushkil ha. Buri sohbat ma bacha bathta ha aur hamra haan mothers ko pta hi nahi hoti😑 asa bacha hi phir criminals banta ha jaha achai ha waha burai bhi ha.

Sohbat👯‍♀️👯‍♂️

Yad rakha ka "takhum taser sohbat ka asar"sohbat ka asar itna ha ka ak kol ha ka admi apna dost ka.mazhab par hota ha"😱ya choti bat nahi ka jo bacha kehta ha hum to acha ha chahe dost thk nahi ya zehan nasheen kr la. 

Umeed ha ka ap sb ko acha lga mara aj ka blog kindly comment kr ka zru btay ka kya ap fateh ha ya fateh bnana wala ha?😚

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Qudrat ka kanoon✨

Very deep| Sohbat ka asar👥