Qudrat ka kanoon✨
Zindagi ka ak simple lakin deep rule ha:
Har chez ka lia mehnat💪aur sabar🕊karna padhta ha.
Jo chez hum chahte ha, wo kabi asani sa ni milti chahe wo koi insan ho koi mukam ho koi mansab ho ya kuch aur ---
aur baz ukat us chez ka na milna ma hi hmari bhalai hoti ha 🙃
Kabi hum kisi chez ko itna chahte ha ka smjhta ha ka is sa zda perfect kuch ho hi ni skta lakin qudrat hum sa zda janti ha ka hmra lia kya perfect ha✨
Agr koi chez hmra lia behtar ni to wo hmra paas ati agr aa bee jay to boht jald duur ho jati ha.🌙
Ya ak silent message ha:
"Ya tumhara lia nahi thi-- tumhara lia kuch aur is sa bht acha rakha gya ha"🌸
Isliya life ka simple aur best formula ha:
- mehnat kro💛
- sabar rakho🤲
- aur qudrat ki timing pr trust kro🌼
- Mehnat kro💛
- Sabar Rakho🤲
- Qudrat ki Timing pr trust🌼
Comments
Post a Comment