Very Helpful Information | Impact of Social Media in Our Daily Life๐
Assalamulaikum! ksa ha ap sb? Impact of Social Media ๐ Hum sab janta ha ka social media hmari zindagi ka ak aham hisa ban chuka ha. Youtube , Tiktok , Facebook aur Instagram jasa plateforms jo hum roz mara zindagi ma istamal karta ha ya huma puri dunya ma connect karna ka m9ka faraham karta ha๐ Lakin yad rakha har chez ka fayda bhi ha nuksan bhi huma in dono ka darmyan tawazun ma rehma chahiya. Ab ma apko chand acha fayda aur nuksan btao gi. Good Impact ๐ฃ Yad raha ka social media ka bohat sa acha fayda ha . Connection from World๐ฉ๐ Kya ap janta ha ka hum aj social media ka zariya sa puri dunya sa connect ho skta ha. Pehla dor ma log apna apno sa bhi mil nahi skta tha bat nahi kr skta tha jo un sa dur ya out of country rehta tha.✈️ Lakin social media na ya facility provide ki ka hum kabhi bhi kisi sa bhi bat kar skta ha. New learning from Social Media๐ Hum social media ka zariya bohat si skills sekh skta ha. Sirf ya hi nahi blka social media hum education...