Posts

Showing posts with the label Childhood- memories

Bachpan ki yadain | | Ak khubsurat Safar🚃

Image
 Assalamulaikum! Ksa ha ap sb? Aj ka topic ha bachpan ki kuch sunahri yadain 🙆‍♂️🙆‍♀️ Bachpan ka Safar😚 Bachpan ka ak asa safar jaha sirf maza aur sukoon tha. Ak asi dunya jaha pr kisi ki bat ka bura ni lagta bas ak apni hi dunya smjh ni aa rha ka kaha sa start kara balka hum apna traditional khal sa hi start krta ha😃 Stapu👫 Yad ha ka bhul gya? Chla abi yad aa jay ga!  Bachpan ki sunahri yado ma sa ak🤗 Is game ma out hona ka bhi apna maza tha😉 aur jab ya stone uthana to kuch bacha to bechara gir jata tha is ka andar hi😂 kitna cute seen hota tha tab. Uff mara bachpan ka suhana din.😙 Is ma ak maza ki bat jab ak pau pa chal kar langra karna hota tab to bohat hi maza ata🤣 ya ak asi game ha jis ki waja sa ghar ma bhi kut parti kuka asa draw karna ka bad erase karna mushkil ho jata tha😉 Kya apna kabhi ya game khala? Tell me in comment👇 Chla ap apni next game ki taraf chalta ha ; Bhanta khalna🙋‍♂️🙋‍♀️ Kis kis na bhanta khala ha? Isko khancha bhi bolta ha apki zuban ...