Bachpan ki yadain | | Ak khubsurat Safar🚃

 Assalamulaikum! Ksa ha ap sb? Aj ka topic ha bachpan ki kuch sunahri yadain🙆‍♂️🙆‍♀️

Bachpan ka Safar😚

Bachpan ka ak asa safar jaha sirf maza aur sukoon tha. Ak asi dunya jaha pr kisi ki bat ka bura ni lagta bas ak apni hi dunya smjh ni aa rha ka kaha sa start kara balka hum apna traditional khal sa hi start krta ha😃

Stapu👫

Yad ha ka bhul gya? Chla abi yad aa jay ga! 


Bachpan ki sunahri yado ma sa ak🤗
Is game ma out hona ka bhi apna maza tha😉 aur jab ya stone uthana to kuch bacha to bechara gir jata tha is ka andar hi😂 kitna cute seen hota tha tab. Uff mara bachpan ka suhana din.😙 Is ma ak maza ki bat jab ak pau pa chal kar langra karna hota tab to bohat hi maza ata🤣 ya ak asi game ha jis ki waja sa ghar ma bhi kut parti kuka asa draw karna ka bad erase karna mushkil ho jata tha😉 Kya apna kabhi ya game khala? Tell me in comment👇

Chla ap apni next game ki taraf chalta ha ;

Bhanta khalna🙋‍♂️🙋‍♀️

Kis kis na bhanta khala ha? Isko khancha bhi bolta ha apki zuban ma kya kehta ha? Kuka mari zuban ma to bhanta kehta ha isa. Lets see in photo😋

Zindagi aur bhanta 😙 ab zindagi is bhanta ki tarha hi ha😆


















Hayee! Kitna maza ata tha na jab bhanta is ghata ma gir jata tha itni khushi hoti thi jasa sachi wala diamond mil gya ho💎 lakin hota wo bhanta tha. Jasa khoda pahar 🗻 nikla chuha🐀 isi tarha bas is game ma hota tha.🐒 kya apna ya khala ha? Tell me in comment 👇

Ab chlta ha next game par 

Ludo🎲

Wo bachpan ka din aur ludo lakin ab to nahi khalta aur wsa bhi ya game nahi khalni chahiya because there are lot of reasons so but our topic is not this 🙂 so let's see kis tarha khalta tha hum ludo

Ludo ho aur cheating na ho, impossible 😂

















Apni bari ka intazar karna aur phir bad ma dana ko andar sa pehla hi set krna bahir nikla to 6 ho 😁 asa bhi hota ha is dunya ma bai. Kya apna asa kia? Kuka mana to kia ha asa😎 but I'm not cheater ok na. So bachpan ki yado ma sa ak yad ya bhi thi ab sirf yad ban gai ha. Do you like this game tell me in comment because i don't like this game now🤥

Barish aur Bachpan💆‍♀️💆‍♂️

Ya to sab na kia ho ga. Jab bhi barish ay khub enjoy karna aur sath ma ya kam karna😄

Barish ho aur kashti na ho na mumkin😅















Bai hum to barish ka pani ko nehar smjhta aur is ma dubkiya lgata tha🤣 aur kuch bacha to pani ma hi gir jata. Hum barish ko dakh kr is tarha ho jata tha jasa zindagi ma pehli bar asa barish dakhi ho💦 lakin khar tab dil bacha tha aur choti choti khushiya thi. Kon kon barish ma khalta tha asa? Mujy lagta ha ap sab boht sharif ha kuka asa kam lagta ha ma hi kr skti hu lakin i know ya white jhut ha😑 kuka ap sb to bhla muj sa 2 hath aga ho😉
So next boht interesting game

Phal torna aur bhagna🏃‍♀️🏃‍♂️

Sab games ma agr is ka zikar na kia jay to asa mumkin hi ni kuka asa ho hi nahi skta ka asa kam na kia ho.











Mana apni zindagi ma ya kabhi nahi kia siway door baja kar bhagna ka😂 Agr kabhi banda asa kara aur pecha sa wo uncle aa jay phir asi mar parti ha na ufff na pucha😆 Mari mama to boht marti thi hum to kabhi larta bhi nahi tha kuka pata tha ghar ja kr mar parni ha. I know ap na ya kia ho ga.

Conclusion 🦄

So viewers aj hum na bachpan ki yado ko discuss kia but minor si smjh la bas thoriii sii🐵 mujy to apna bachpan boht acha lagta tha apko ksa lagta tha kal ka blog ma hum thori aur yado ko dakha ga aur bachpan ki yadeen taza kara ga🍃 
Milta ha next blog ma tab tak Allah Hafiz 🦋


Comments

Popular posts from this blog

Qudrat ka kanoon✨

Very deep| Sohbat ka asar👥

2Types of people👉 2 tarha ka log