Islamic Touch| Pardah in Islam🖤

Assalamulaikum!ksa ha ap sab?aj sa fakir pardah series start kar raha ha jis ma apko proper pardah ka bara ma batau gi😊 aj ka introduction ma khush amadeed!🌹 Umeed ha jab ya series kuch dino ma khatam ho gi apna pardah start kar dia ho ga🤩 chaliya strt karta ha ha.

What is Pardah?🧕

Pardah ka lafz sunta hi hmra dimag ma pehli chez jo ati ha wo ya ka iska matlb skarf pahn lana ha ya abaya wgra. Pardah ka basic matlb "chpana" means hide😶 Pardah ka matlb hu chupi hui chez ka ha. Pardah kin sa krna ha aur kin sa nahi chaliya aj hum discuss krta ha.

Who is pardah obligatory on?🤔

Sb sa pehla pardah farz kin pr ha? Kya sirf alima pr? Kya sirf haifza pr? Ya deen parhna walo pr? Nahi yad raha ka hum musliman ha aur pardah ka bara ma quran ma dakhta ha ka quran kya kehta ha 

"Aa nabhi(S.W.A) ap farma da apni bibiyo(means wifes) apni betiyo aur momina aurto sa ka jab gharo sa nikla to chahra dhanp kr ghonghat nikal lia kara"

This is not my words, its quran's word. Kuka bohat sa log asa ha jo smjhta ha ka shyd hum na apni taraf sa bat kr di.🙄 isi tarha quran keh rha ha momina aurta. Kya hum momin nahi ha? Kya hum pardah ni kr skti ? Kr skti ha na lakin hum keh data ha g log kya kaha ga🙎‍♀️ hum pyara ni lagta😊 hum aunty lagta ha aur is tarha ka bahana. 

How to start pardah properly?🍂

Ab ap sab bhi soch raha ha ka pardah ksa start kara? Is ka ak sada sa jawab ha kabhi bhi insan ak dam pahar pr ni char skta ap agr hijab bhi nahi karta to sab sa pehla ap hijab start kara🧕 phir ahista ahista ap parda ki taraf aa jay gi. Lakin agr ap society ki bato sa dar jay gi phir ap kuch ni kr ska gi.🕸️ kuka log hmsha de-motivate kara ga. Ap chota steps sa start kara InShallah ap bhi parda karna lag jay gi.

Difference between Pardah&Abaya?

Hum ma sa boht sa log ya smjhta ha ka tarha tarha ka khubsurt hijab lana aur abayas pehnna parda ha ❌ pardah ka matlh abaya pehnna bilkul nahi aur aj ka dor ka abaya to bilkul bhi pardah nahi ha. 


This is not pardah❌ its fashion.✔️ kuka abaya ka asal maksad khud ko cover krna ha ka apki body shape zahir na ho lakin ya to apki body shape zahir kar rhi ha. Kya ap smjhta ha ka ya pardah ha?
Isi tarha agr asal pardah ki bat ki jay to asal ya ha ka apka wo abaya hakikt ma pardah laga✔️ yaha pr hum na dakha ka islam na pardah ka hukam dia ha abaya ka nahi🚫. 

If abaya is not pardah so what's pardah?

Ak aur bat agr abaya nahi to pardah kya ha? Ak bat hmsha yad rakha jo chez logo ko achi nahi lagti aur ap na Allah ka lia ki bhla sab bura bhla kaha lakin Allah ko wo boht pasand ha. 💞 kuka us ma dikhawa nahi hota🗣 Us ma khalis neyat hoti ha🌱 aur pardah kis tarha ka ha ya dakhiya :-


Asal pardah ya ha. ✔️ Is ma apki body face bilkul nahi nazar ati aur ya pardah hi lag raha ha fashion nahi.

Is moka par mujy parveen shakir ka ak bohat ki kamal shar yad aa gya ka unho na kya khubsurt andaz 🌸ma kaha ka :-

🕊چڑھیوں سے کہو کہ اپنے شاخ نشیمن سے نہ اتریں 

           🦅اس دور کا ہر شخص عقاب بنا بیٹھا ہے

Is lia pardah ko smjha aur start kara. 

Is pardah to protect  your sight?👀

Hum apna muashra ma sunta ha ka pardah to nazar ka ha,Soch thk honi chahiya,hmara zehan to saf ha na🧠 hmari neyat to thk ha na, Really?🙄 phir quran pardah ka ku keh rha ha? Hum sa behtar to hmara rab janta ha. Agr pardah sirf dil ka hota to sahaba na ku kia? Huzur ki azwaj qainat ki sab sa mukadas khawadeen na ku kia? 🤔 yad rakha asa log sirf fitna pehla kr gumrah karta ha. Khudara🙏 asa logo sa kinara kara aur asi galt soch sa nikla.kuka hum log har chez ko smjhta ha phir isko ku nahi. Har ghatya trend ko follow krna laga hota ha kabho quran ko follow kia? Kabhi socha Allah razi ha ka ni? Shyd hum apni dunya ma itna masruf ha ka hum bhul chuka ha😔 

Allah ka ahkamat✍️

Hum Allah ka ahkamat ko bhul ku raha ha? Ku hum dunya ka pecha chal raha ha? Kuka huma maza ata ha is dunya ka fashion ma, kuka hma acha lagta ha makeup kr ka bahir nikalna😑 harat ha na! Gunaho ni lazat ma itna gum ho gay ha Rab ka ahkam ko hi bhula dia. Afsos🔥 ka hmri nakami ka sabab ka hi ha. Aj hmara dil tut jay hum depressed ho to hum quran nahi balka sad songs sunta ha💔 Halaka ka quran to keh rha ha ka:-

"Dilo ka sukoon sirf Allah ki yad ma ha"💞

Aj hum galat raho pr is lia hi chal raha ha kuka hum na hidayat chor di. Lakin yad rakha har chez ka jawab dana ha. Agr ya bhul gay to zindagi ki sab sa bari nakami yahi ho gi. Agr kabhi mushkil ma ho ya dukh boht zda ho to sad song aur asa wahiyat kamo ko chor kr zara Rab sa bata kar lia kara taka sukoon mila aur dil ko itminan mila.❣

Conclusion 🌺

So, aj hum na dakha ka pardah kya ha? Aur kin par farz ha aur agr ap pardah star kar rhi ha to ksa kara aur ya bhi ka abaya ka asal maksad pardah nahi ha balka abaya pehla step ha aur ya bhi ka wo abayas jo fashion ka bais bana un sa bacha🙏 aur hakikatan pardah smjha ka kya ha.

Umeed ha ka apko aj ka blog acha laga milta ha next blog ma Allah Hafiz 🤗





Comments

Popular posts from this blog

Qudrat ka kanoon✨

Very deep| Sohbat ka asar👥

2Types of people👉 2 tarha ka log