Posts

Very Deep Lesson| Power of Silent💪

 Assalamulaikum! Ksa ha ap sb? Aj ka topic ha power of silent yani khamoshi ki takat .  The Power of Silent🤐 Kya ap janta ha ka khamoshi ak takat ha. Ak asi chupi hui takat jis ko kam log janta ha. Jo log jitna khamosh hota ha wo utna hi gehra hota ha.😶 Jo khamosh log hota ha wo har chez ka andaza bht acha sa lga lata ha aur logo ki pehchan bhi kar lata ha.🙌  Logo sa Bat-chet Mukhtasir🍂 Khamosh log logo sa bat chet mukhtasir rakhta ha. Aur wo koi bhi fazool bat nahi karta . Hum is tarha bhi keh skta ha ka shyd wo log apni limit ma rehna chahta ha aur dusro ko bhi limit ma rakhta ha.🤟 Kuka bohat sa log asa ha jo bata kar ka apni qadar kho data ha. Shyd ya log unki bewa-kufi ko dakhta hua chup ko tarjeeh data ha.👀wo kehta ha ka          Kuch logo ki bata hi fazool lagti ha🙄  Aur kuch ki khamoshi bhi qahar hoti ha👏 Hamhsa apni qadar ko yad rakha kara aur jaha ezat na ho waha na jaya kara. Hum ma sa bohat sa log asa ha jo zada logo sa mi...

Very Helpful Information | Impact of Social Media in Our Daily Life🌐

Image
 Assalamulaikum! ksa ha ap sb?  Impact of Social Media 🌐 Hum sab janta ha ka social media hmari zindagi ka ak aham hisa ban chuka ha. Youtube , Tiktok , Facebook aur Instagram jasa plateforms jo hum roz mara zindagi ma istamal karta ha ya huma puri dunya ma connect karna ka m9ka faraham karta ha🌁 Lakin yad rakha har chez ka fayda bhi ha nuksan bhi huma in dono ka darmyan tawazun ma rehma chahiya.  Ab ma apko chand acha fayda aur nuksan btao gi. Good Impact 🗣 Yad raha ka social media ka bohat sa acha fayda ha . Connection from World👩‍🚀 Kya ap janta ha ka hum aj social media ka zariya sa puri dunya sa connect ho skta ha. Pehla dor ma log apna apno sa bhi mil nahi skta tha bat nahi kr skta tha jo un sa dur ya out of country rehta tha.✈️ Lakin social media na ya facility provide ki ka hum kabhi bhi kisi sa bhi bat kar skta ha.   New learning from Social Media🌌 Hum social media ka zariya bohat si skills sekh skta ha. Sirf ya hi nahi blka social media hum education...

Very interesting Tips| 6 Habits for daily life🧚‍♀️

 6 Habits for daily  Zindagi ma bohat hum bohat busy go jata ha even ka huma apni care ka bhi time nahi milta. Hum kam sa itna thak jata ha ka stress feel krna lag jata ha. Asa ku hota ha kabhi socha? Asa tab hota ha jab ap par burdden zada ho aur social aur economical problems bhi ho.🙄 Asa ma huma relax rehna ki zrurat hoti ha aj ma apsa wo tips share kru gi ka kis tarha ap khud ko stress sa bacha skta ha. Let's see  Har Din Shukar ka alfaz 💖 Har din dakha ka apka pas kitni namta ha aur phir in par khush raha. Ya ak bohat acha tarika ha stress ko dur krna ka. Isi tarha ya ap ak achi bat apni diary par likha kara✍️ Is sa apko khushi mehsus ho gi. Ap apni kisi dost ka lia bhi ak acha sa msg likh skti ha🤗 Always Smile☺ Hamasha muskurata raha taka apko sukoon mila. Jab bhi koi problem ho ya koi asa incident ho jay jis sa ap mentally weak ho jay is sa nebatna ka acha tarika yahi ha ka ap kush raha. Muskurahat ak asi chez ha jis sa banda ko alg hi sukoon milta rehta ha.?...

2Types of people👉 2 tarha ka log

  2 Tarha ka Log Yad rakha is dunya ma do tarha ka log ha ak wo jin ko bhaja gya ha is dunya ko fatah karna ka lia aur dusra wo jis ko dunya fatah karna wala ko tyar karna ka lia bhaja gya ha.💪Bohat sa log ha jo bht kuch chahte ha is dunya ma lakin jab unko wo na mila to wo chahte ha ka ab koi asa insan na ho jis ko ya problem ay ya phir wo unki problem solve krna ka lia hamsha kosha rehta ha.💗 Log kon ha? Hum na dakha do tarha ka log Dunya fatah karna wala😎 Fateh ko tyar krna wala😍 Fateh ksa banta ha? Fateh bnana asan nahi is ma itni mehnat ha shyd hum is ka tasawur bhi nahi kr skta lakin na mumkin bhi nahi ha🤞 Yad rakha dunya ma jo bhi nit nay ejadat ho rha ha wo hum jasa insan hi kr rha ha na👍Asa to nahi ha na ka wo koi aur makhluk ha ?nahi wo insan hi ha lakin un ma jazba ha junoon ha kuch kr jana ka hosla ha🤓 wo mushkilat sa ghabrata nahi ha samna krta ha 🐅 Wo kabhi bhi darta nahi ha. Agr wo fail ho jay wo ya nahi kehta ka bas ab nahi krna dubara balka wo har bar koshi...

Self-Respect🎀

 Assalamulaikum! Ksa ha ap sb? Self-Respect🎀 Aj ka hmara topic ha self respect. So, all my audience always remind it! Self-respect ka matlb selfishnahi ha aur na hi guru aur takabur jasi cheza ha🤡 Hum ma sa bohat sa log self-respect ka galt matlb smjhta ha. Yad rakha self-respect ka matlb apni "respect"  krna aur krwana ha. Self-respect sirf ak chez hi nahi balka sb kuch self respect hi ha. Kisa we built Self-respect?🤔 Ab sb sa pehli bat zehan ma ati ha ka self-respect ksa built ki jay? To yad rakha is ka lia sadiya lag jati ha. Hmara haa kaha jata ha ka "mari barso ki ezat khak ma mila di"  apna bhi suna ho ga. Asa ku kaha jata ha kabhi socha? Shyd kabhi nahi, shyd kabhi mehsus bhi nahi kia ka parents ku kahta ha. To is ka jawab simple ka uno na apni sai zindagi ma ak ya hi to chez bnai hoti ha ka jab wo nikla to log un ki respect kra un pr ungliya na uthay.👈  Parenta ki efforts💪 Parents hamasha apna bacho ko smjhata ha ya isi wja sa ka bacho na kabhi itni meh...

Good Habits is the Success of Life

  What is Good Habits? Good Habits yani acha adat wo ha jo ap roz mra ki zindagi ma sar-anjam data ha. Apki wo adat jo apko bathna uthna, sona, jagna wgra ma madad krti ha.🦋 kya ap janta ha ka good habits kon si ha?🤔 apki roz mara ki wo tamam activities jo apki life par acha impact rakhti ha. Jasa : Morality🌺 Truthfulness 🌷 Kindness 🌼 Happiness 🤗 Respect Others👭 Isi tarha ki kuch qualities jo apki personality ko char chand lga dati ha🌙  What is Success?🙂 Success ka matlb ya nahi ka ap bohat pasa kama chuka ha har chez hasil kr li🎯 Nahi balka real success ya ha ka kabhi ap kisi sa mila tha aur wo shaks aj tak ap sa milna ki khoish krta ha. Kabhi kisi ki madad ki thi aur wo hamsha us ko yad rakhta ha. Kabhi apna kisi ko hosla dia aur us ko kaha ka fikar na kro hum apka sath ha🎆 This is real success🧡 Kamyabi ksa mila? Kisi na bari khubsurat bat ki ka dusro ka lia asani pada kro tumara lia khud kr di jay gi 😍 yani makhluk ki madad kro us khalik ki bnai hui chezo ka ma...

Dost👥

 Assalamulaikum! Ksa ha ap sb? Dost kya ha ? Apki zindagi ma ak asa insan jis sa ap mohabat krta ha dil ki har bat kehta ha ,mazak bhi krta ha ,gusa bhi krta ha, pyar bhi krta ha, aur larai bhi krta ha apka har galat kam ma apka sath hona wali makhluk ko dost kehta ha😁. Dost ki pehchan 🤓 Jab bhi insan kisi idea ka bara ma sochta ha pehla zehan jis ka ata ha wo dost ha. Dil krta ha jaldi sa unko bta da. Ak asa insan ka jab insan ko koi shrarat sujha sab sa pehla us ka hi khyl ha 🐣  Dost kitni tarha ka ha? Yad rakha dost 3 tarha ka hota ha  Khao dost   Mangu dost Sath dana wla dost Chorna wla dost Yad rakha jo last ha wo optional ha.  Khao Dost🥗 Pehla dost jo hamsha apka khana ka wakt hamsha aa jaya aur asa dost sirf khana ki had tak hota ha. Hamsha kahan ka time pr aa tapkta ha aur hamsha farmishi program strt kr rakha hota ha. Mangu Dost 😑 Dusra dost mangu😆 har time mangta rehta ha bs is ka ilawa kuch ni ata us ko. Ya asa dost ha ka sirf mangna ka wakt hi...