Self-Respect🎀
Assalamulaikum! Ksa ha ap sb?
Self-Respect🎀
Aj ka hmara topic ha self respect. So, all my audience always remind it! Self-respect ka matlb selfishnahi ha aur na hi guru aur takabur jasi cheza ha🤡 Hum ma sa bohat sa log self-respect ka galt matlb smjhta ha. Yad rakha self-respect ka matlb apni "respect" krna aur krwana ha. Self-respect sirf ak chez hi nahi balka sb kuch self respect hi ha.
Kisa we built Self-respect?🤔
Ab sb sa pehli bat zehan ma ati ha ka self-respect ksa built ki jay? To yad rakha is ka lia sadiya lag jati ha. Hmara haa kaha jata ha ka "mari barso ki ezat khak ma mila di" apna bhi suna ho ga. Asa ku kaha jata ha kabhi socha? Shyd kabhi nahi, shyd kabhi mehsus bhi nahi kia ka parents ku kahta ha. To is ka jawab simple ka uno na apni sai zindagi ma ak ya hi to chez bnai hoti ha ka jab wo nikla to log un ki respect kra un pr ungliya na uthay.👈
Parenta ki efforts💪
Parents hamasha apna bacho ko smjhata ha ya isi wja sa ka bacho na kabhi itni mehnat ki nahi. Ap khud btay ka ap sari raat mehnat kra apna test ka lia aur phir test ma apka 0 marks ay kya khushi ho gi apko? Nahi ho gi ap ya hi socha ka aynda mehnat krni hi nahi ha ya kaha ga ka ab mana parhna hi chor dana ha🙄 Ap to sirf is par hi asa bara bara fasla krna lag gay lakin phir parents jo apni zindagi lgata ha wo? To hamsha apni self-respect built kra sa pehla dakha apka parents na kis tarha built ki.
Strategy to built Self-Respect
Self-Respect ko built krna ka lia ak bat yad rakha ka jitna ap free ho ga utni hi ezat kho da ga. Yad rakha har jaga nahi jhuka jata😏 har kisi sa nahi mila krta. Zrurat sa zda bat nahi krta. Apni limit bnay kisi ko bhi wo boundary cross na krna da🤠
Cross boundaries 💅
jitna log boundary cross kra ga utni hi ezat nahi kra ga apki. Hamsha dusro sa acha akhlak sa bat kra🤗 acha bolna dusro ki help kra aur har ak ki problems ko solve krna ya apki personality ko grow krna ma mada da ga.🌱
Advantages🐣
- Log galt bat krna sa pehla hazar bar soch ga🦄
- Apki qadar kra ga💛
- Ap sa btamizi ni kra ga🖤
- Ap sa milna ki khoish kra ga💝
- Ap sa mohabat kra ga🤩
- Apko magrur kaha ga🙂
- Apko btamzi smjha ga😶
- Apko misni kaha ga😂
- Ap sa hasad kra ga😎
- Apko pagal kaha ga💣
Hum na zindagi ma bohat sa log dakha ha jo apni ezat ko data ha wo sirf isi wja sa ka uno na khud qadar nahi ki apni boundaries select ni ki thi to logo na qadar na ki. Is ki sab sa bari wja ya hi ka uno na apna mukam nahi pehchan jis ki wja sa dusro na bhi qadar na ki🦋
Bekadri ki wja🤨
Har wo chez jo muft ma mayas aa jay log qadar nahi krta. Kabhi bhi khud ko itna sasta na kra ka log apki qadar na kra aur ap kabhi bhi kis ko muft ma mayas na ana🍃 Agr asa kro gi dusro ko zrurt sa zda importance do gi do asa hi ho ga log tumha gira hua smjha ga😒
Ayna🕳
Hamsha khud ko ayna ki tarha bnay jasa andar sa wasa bahir sa☺ kuka agr asa nahi kra ga to kabhi dusro ka samna ezat wala nahi ban skta. Dikhawa sa hamsha dur raha asa kamo ka anjam sirf zelat aur ruswai ha.
Obey Parents
Aur yad rakha apna parents ki zindagi ki kami un ki ezat unki self respect ki hamsha qadar kra. Kabhi asa kam na kra jis ki wja sa un ko zelat ka samna ho. Mujy umed ha ka ap sb samjh gay ho ga kis bara ma bat kr rha ha fakir😉
Prefer parents choice first👩👦👦
Hamsha apna parents ki bat ko prefer kra lakin agr apko lga ka shyd wo us tarha nahi dakh raha jis tarha ap keh rha ha to un sa bat kra ka ya is tarha ha lakin kabhi bhi zed na ki jay lakin kuch cheza asi ha jis ma shyd parents janta nahi hota aur phir bacha zabardasti kr lata ha.
Genius Child👫
Agr dakha jay to sirf 2 % bacha hi asa ha jo natija ko janta ha aur yad rakha bohat sa bacha khud ko smjhdar keh raha hota ha lakin hakikat ma wo dunya ko janta nahi ha to hamsha pehli choice apna parents ki rakha phir apni.
Behtari kya ha?😍
Kya ap janta ha sometimes hum smjhta ha ka ya chez hmara lia behtar ha lakin asa nahi hota. Hum smjhta ha ka agr asa nahi to dil ma ya khoish ku pada hui? Yad rakha shatan hmara dushman ha aur wo har mumkin koshish krta ha huma gumrah krna ki.😑 Aur hum bhi itna pagl ha smjh lata ha ka ya hi sahi ha. Hamsha achi Dua kra Allah sa aur galt khyalat sa Allah ki pnah manga🤲
Allah hmara lia asaniya pada farmay aur sab ki problems ko dur kra aur parents ki itaat krna ki tofek ata farmay💖 Ammeenn
Comments
Post a Comment