Good Habits is the Success of Life
What is Good Habits?
Good Habits yani acha adat wo ha jo ap roz mra ki zindagi ma sar-anjam data ha. Apki wo adat jo apko bathna uthna, sona, jagna wgra ma madad krti ha.🦋 kya ap janta ha ka good habits kon si ha?🤔 apki roz mara ki wo tamam activities jo apki life par acha impact rakhti ha. Jasa :
- Morality🌺
- Truthfulness 🌷
- Kindness 🌼
- Happiness 🤗
- Respect Others👭
What is Success?🙂
Success ka matlb ya nahi ka ap bohat pasa kama chuka ha har chez hasil kr li🎯 Nahi balka real success ya ha ka kabhi ap kisi sa mila tha aur wo shaks aj tak ap sa milna ki khoish krta ha. Kabhi kisi ki madad ki thi aur wo hamsha us ko yad rakhta ha. Kabhi apna kisi ko hosla dia aur us ko kaha ka fikar na kro hum apka sath ha🎆 This is real success🧡
Kamyabi ksa mila?
Kisi na bari khubsurat bat ki ka dusro ka lia asani pada kro tumara lia khud kr di jay gi 😍 yani makhluk ki madad kro us khalik ki bnai hui chezo ka masla hal kro wo zaat tumara lia khud asaniya pada kr da gi👌 Apko pta ha ap khud kabhi bhi kisi ki madad nahi krta balka apko mada ka lia chuna jata ha🎀 kabhi ya guman na kara ka apna kisi ki madad ki ap ma to takat hi ni thi us na apko tofek di aur apna ki aur ya hi kamyabi ha ka us na apko tofek di ka ap dusri ki mada kra🎋
Mehnat ki hakikat
Mehnat ma azamat to sunta ha lakin ap agr is tarha mehnat kr rha ha ka dusra nakam ho to wo mehnat nahi ha. Ak wakiya yad aa gya ka ak dafa ghandi na kaha ha jinnah sahab jitni dar ma fasla krta ha wo fasla to ma washroom ma kr lata hu 😁 jawab ma jinnah sahab na kaha ka isi lia apka irado aa badbu ati ha😎 Asa leder hi dunya badlta ha.
Habits and Leadership 💪😎
Ak bat yad rakha apki habits hi apko leader bnati ha. Agr hum dakha to huzur akram ki habits ki wja sa qurasih jo apka mukhalif tha lakin apko sacha insan smjhta. Isi tarha agr apki habits achi ha to ap dunya ko bhi lead kr skta ha😯 Dunya ma jitna bhi log guzra jinho na apna loha manwaya wo sab hi achi qualities aur habits ka malik tha. Qualities adopt nahi ki jati insan ma mojud hoti ha. Agr scientifically dakha to physics ka ak asa scientist bhi ha jo kabhi school nahi gya lakin hobby yani book reading ki adat na us ko aj dunya ma nam dilwa dia 😍
How we adopt good habits?
Ak simple sa answer ka koi bhi ak achi adat yani ap soch ka apna ab jhut ni bolna aur ab is adat pka kar la wo ksy? To jb bhi jhut bolna lga to khud ko kaha ka ni ma jhut nahi bolu gi/ga mana is adat ko khtm krna ha👩🎤 jb ap khud ko is tarha thk kra ga to kareeb ha ka ya apki adat thk ho jay gi aur jis tarha apna ya bad habit chori isi tarha hi apna good habits pada krni ha🤗. I hope so ap sb ko ya acha lga agr is ma kisi chez ki kami ha to ap comment kr ka bta skta ha agr acha lga to bhi comment ma apna suggestion da😀
Comments
Post a Comment