Dost👥


 Assalamulaikum! Ksa ha ap sb?

Dost kya ha ?

Apki zindagi ma ak asa insan jis sa ap mohabat krta ha dil ki har bat kehta ha ,mazak bhi krta ha ,gusa bhi krta ha, pyar bhi krta ha, aur larai bhi krta ha apka har galat kam ma apka sath hona wali makhluk ko dost kehta ha😁.

Dost ki pehchan🤓

Jab bhi insan kisi idea ka bara ma sochta ha pehla zehan jis ka ata ha wo dost ha. Dil krta ha jaldi sa unko bta da. Ak asa insan ka jab insan ko koi shrarat sujha sab sa pehla us ka hi khyl ha 🐣 

Dost kitni tarha ka ha?

Yad rakha dost 3 tarha ka hota ha 

Yad rakha jo last ha wo optional ha. 

Khao Dost🥗

Pehla dost jo hamsha apka khana ka wakt hamsha aa jaya aur asa dost sirf khana ki had tak hota ha. Hamsha kahan ka time pr aa tapkta ha aur hamsha farmishi program strt kr rakha hota ha.

Mangu Dost 😑

Dusra dost mangu😆 har time mangta rehta ha bs is ka ilawa kuch ni ata us ko. Ya asa dost ha ka sirf mangna ka wakt hi milta ha. Is ko bs har time kabhi ya da do kabhi wo ak shar bhi ha na ka:
🙄عجب لے بندیاں نال یاری پہ گئی اے
🤦‍♀️ہر موڑ تے اکھدے نے شہ لے دے 
🤙کدی اے لے دے تہ کدیاے لے دے

Sath dana wala Dost👏

 Isi tarha jo last ha wo asa dost jo hamsha apki mushkil ko hal kara. Apki mushkil ma khud ko bhi qurban kar da 😻 apko kabhi parashan na hona da. In sb ma sirf ya hi ha jo ap sa mohabt krta ha baki sirf wakat ka dost ha agr wakt bura aya ya chor jay ga lakin 3 wala hamsha apka sath da ga🦄

Chorna wala Dost🙄

Asa dost kabhi mushkil ma sath ni data hamasha sath chor jata ha in ko pure bhi kaha ja skta ha aur munafik bhi. Pure is wja sa ka ya bahana nahi banta balka saf keh data ha ka nahi kr skta🤷‍♀️Aur munafik is tarha ka shyd ya asa jan bhuj ka karta ha ka khud kro hum ku kara ya in ka face ho skta ha jo ya show nahi krwata 👿

Ankho dakha wakia🙃

Bura dost ka ruksan suna zara: hamra gar ka pas 4 dost rehta tha bohat acha pechpan sa sath raha lakin jasa jasa bara hota gay zindagi ki alg alg raho ki taraf chla jo socha bhi badlna lagi isi tarha dost bhi aur banta gay lakin jab wo kafi arsa bad mila to bht khush hua😊 lakin un ma sa ak dost na in ma sa ak ki behn ka bara ma bat ki.🙊 lakin dusra ko acha na lga ka ak larki ki asa bat ki jay us na apna dost ko mnna kia lakin wo dost larna lag gya aur is tarha ya larai itni bar gai ka ak dusra ka dushman ban gay 😩 aur is dosti ka ikhtatam is tarha hua ak is dunya sa chla gya yani us ka murdered kr dia gya baki dost 2 ko saza mil gai 25 saal jail 🙀 afsos sb ki zindagi barbad hui. Allah asa dosto sa bchay🤲

Conclusion 🌾

Akhir ma fakir ya hi kaha ga ka asal dost wo ha jo apko galt ka bara ma btay .Aur apko hamsha btay ka agr is rasta pr gay to asa ho ga. Lakin wo dost jo sirf masti ka sathi ho aur galt ma bhi sath da wo dost nahi wo dushman ha dost nahi. Yd rakhiya sb sa mushkil kam dost ki pehchan karna ha hum ma sa bohat sa log pehchan nahi kar pata aur is tarha apni zindagi barbad kr lata ha🦋   Allah hum sb ko dost aur dushman ma pehchan krna ki tofek da ammeen💜

Comments

Popular posts from this blog

Qudrat ka kanoon✨

Very deep| Sohbat ka asar👥

2Types of people👉 2 tarha ka log