Mohabat💐

 Assalamulaikum! Kasa ha ap sb? Aj ka hmra mozu ha Mohabat 😍

Mohabat ki ibtada💎

Yd rakhiya is qinat ka agaz hi mohabat sa ha. Allah na apna mahbub ki mohabat ma ya qinat bnai😍 Mohabat ak kafiyat ,ak ahsas aur ak khubsurat hisa ha zindagi ka😊 Mohabat ka bagar zindagi bht adhuri na mukamal si ha 🦋is asman-o-zami ma jo kuch ha Allah ka ha lakin us ma apna izan sa sari badshahi apna mahbub ko ata farmi  🌺 Huzur ki hakikat Allah tala ka siwa koi nahi janta. Allah tala na huzur ko is dunya ma satar hazar pardo ma bhaja. 💞Huzur ka chahra mubarak asa ka sahaba kehta ha ka koi bhi huzur ka chahra-e-anwar ko dakh na skta itna noor itni roshni 💘 agr hum ak burka ma ho pechla zamana ka topi wla jis ma sirf khawatin ko nzar ana ka lia sorakh hota aur us burka ma pata na chlta ka koi bachi ha ya zada umar ki aurat. Ya sirf ak parda ka alam ha to jin ko satar hazar pardo ma bhaja gya un ka husn-o-jamal ka kya alam ho ga 😍 wo ak shar ha na ka:

       Khuda ki garat na dal rakha 🌟

      Ha tujh pa satar hazar parda🌸

       Jahan ma ban jata tur lakho🎆

          Jo ik bhi uthta hijab tara💜

Mahbub ki tareef

Insan ko jis sa mohabat hoti ha wo har wakt us ka hi zikar karta ha. Isi trha jin ko us zat-e-aqdas sa mohabat ho jay wo sirf ya hi kehta ha ka :

     Tara to wasf ha be-tanahi sa ha bhari✍️

  Haran hu mara shaha kya kya kahu tuja🌾

Is dunya ma har shaks ko apna mahbub dunya ma sb sa zyada khubsurat lagta ha isi tarha hmra mahbub to wo hona chahiya jin ki taref ka lia Allah na quran ko nazil farmaya hmara akdia to sirf ya hi hona chahiya ka 

Unha jana unha mana na rakha gar sa kam🧡

Lilah-hil-hamd ma dunya sa muslman gaya🤗

Mari dua ha Allah sab ko ishq-e-mustafa ata farmay 🤲

Jb hama un ki mohabat mil jay gi to hama dunya ki mohabat ki zrurt nahi 

Mahbub sa mohabat krna wala log

Yad rakhiya mahbub sa mohabat har banda nahi krta kuka Mohabat har ak ka kam nahi kuch khas dil ha jin ka lia mohabt ha wo kehta ha ka:

           "Mohabat bahadur logo ka kam ha"😎

Kamzor dil ka log mohabat nahi kr skta kuka wo darpok hota ha aur mohabat to khul ka karni chahiya 💥 dar ka jo ki jay wo bhi mohabat ha bhla 😊 chla dua kra ka mahbub ki mohabat naseeb ho jay 🤲


Comments

Popular posts from this blog

Qudrat ka kanoon✨

Very deep| Sohbat ka asar👥

2Types of people👉 2 tarha ka log