🤐Khamoshi
Khamoshi ma chupa Raaz
Har bat lafzo sa nahi ki jati kuch cheza bs khamoshi sa samjhi jati ha 🧚♀️ Kuch alfaz, kuch lehja aur kuch andar ki awaz. Yad rakhiya insan khamosh to hota ha lakin us ka andar boht kuch chal raha hota ha 🙇♀️ Isi tarha baz ukat insan ko khamosh ho rehna chahiya kuka jitna zda bola ga apna lia hi mushkilat pata kra ga😑 jasa ak wakia mashur ha na ka " jab bane-israil ko gay🐄zibha karna ka hukam mila to unho na sawalat shuru kar dia kasi ho rang kasa ho wgra jis ki wja sa khud hi phasta gay" is sa bhi pta chlta ha ka khamoshi ma hi nijat ha 🤐
Ayna ma apna akkss💫
Baz ukat insan khud ko ayna ma dakh kr bhi khud sa nazra chura raha hota ha 👀 shyd wo khud ka sath juth bol raha hota ha. Wo kisi asi chez ko man nahi raha hota ha jo hakikat to hoti ha lakin us ka dil ya tasleem nahi kr raha hota 🌾 Khud sa kabhi asa jhut aur kisi sa umeed wabasta na kra jis ki waja sa bad ma apni nazro ma hi gir jay asa bany ka:
😎ہماری گج نگاہی نے کئی شوخ بیاں ڈھیر کیے
🙂جسے ہو شک فصیح وہ نظریں ملا کر دیکھ لے
Khud ko kabhi kisi ka samna kamzor na samjha. Ap bas ap hi ha ap jasa koi nahi. Khud ka lia khud hi stand lia jata ha.🌷 Agr ap ya socha gi ka apka lia stand lana wala koi ay ga to asa bilkul nahi . Khud ka lia pehla khud hi kuch kro jo duaro pa depend krta ha wo kabhi kamyab nahi hota wo kehta ha na ka
"Jo khud pr reham nahi krta us par reham nahi kia jata"💔
Wakat ka guzarna 🐣
Yad rakhiya zindagi ruka ya chalti raha lakin wakat kabhi nahi rukta. Wakat ak asi chez ha jo banda ko umeed dilata ha ka fikar na karo guzar jay ga wakat acha ho ya bura wo guzarta hi ha. Lakin kuch log is wakat ki qadar nahi karta aur phir hath malta reh jata ha lehaza wakat ki qadar kra⏰ Ak bohat zaruri bat❗
Wakat dana walo ki qadar ki jea 🦄 Is dor ma bhi agar koi apna wakat da raha ha to us ka wakat ki bhi qadar kra 🙂
Aur yad rakhiya kisi insan ka apka lia sab sa khubsurat gift time hi ha. Aur yad rakhiya jo time ap waste krta ha wo kabhi wapis nahi aa skta aur ya bhi yad rakha ka apna time kabhi bhi galt logo ma zaya na kara aur khas kar wo log jo is tarha ha ka kehta ha ka behans ka samna jitni bhi bansuri bjay us ko asar nahi hota😐 isi tarha ka kuch log ha in par bilkul time wsate na kra aur apna time ki qadar kara
Ya wo sanghdil dor ha ka jis ka bara ma shar ha
🙄میرا اس شہر عداوت میں بسیرا ہے جہاں
😩لوگ سجدوں میں بھی لوگوں کا برا سوچتے ہیں
Asa logo sa bacha aur dur raha please 🙏🙏
☘️Conclusion
Kuch chezon ko khamoshi sa samjha aur mehsus kara. Kabhi khud sa juth na bola aur kisi insan ko wo mukam na da jo us ka kabil na ho. Aur yad rakhiya wakat hamsha guzar jata ha bhala acha ho ya bura 🍁 Aur ya bhi yad rakha apna time kabhi bhi galat aur fazul chezo ma zaya na kara 😑
Comments
Post a Comment