Insan👀
Assalamulaikum! Ksa ha ap sb? 😊
Aj ka topic "insan" ha yad rakhiya insan ka lafz"nisyan" sa lia gya ha jis ka matlb ha bhulna. Isi tarha insan is dunya ma bht si galtiya krta ha lakin in galtiya krna walo ma sab sa acha wo ha jo toba kr lata ha 💫 Insan ko is dunya ma bhaja gya aur sab sa aham chez Allah na apna khalifa bna kar bhaja🦋
Sochna ki bat ha ka jab Allah ki ibadat ka lia farishta kafi ha to insan ku bnaya gya? Insan ko bnana ka maksad ibadat to ha hi lakin us na ak imtahan ka lia bhaja ha.♨️ Us na banda ko ikhtyar dia aur wo dakhna chahta ha ka kon ha jo us ki marzi par chlta ha. 😯 Hum kah skta ha ka Allah na apna mahbub ka lia ya kinat bnai ha shyd us na apna habib ka charcha karana tha. Kya ap janta ha? Huzur Akram ki hakikat ko jibreel-e-Ameen bhi nahi janta 😍wo shar ha na ka:
💐وہ جو نہ تھےتو کچھ نہ تھا،وہ جونہ ہوں توکچھ نہ ہو
🌺جان ہے وہ جہان کی،جان ہے تو جہان ہے
Ya sari qinat Allah na bnai ha lakin jb Allah apna taruf farmata ha to kehta ha ka "ma wo rab hu jis na mustafa ko bnaya ha"💞
Allah na ya qinat hi apna habib ka lia bnai ha. Us na apna habib sa pehla takribn 24 lakh ambiya ko bhaja apna mahbub ki khabar ka lia ❣
Insan behtarin shahkar🤗
Insan ak asi makhluk ha jis ko Allah na ikhtyar dia ha aur ashraf-ul-makhlukat ka lakab ata farmaya ha. Ak wakiya yad aa gya ka; ak dafa kalandar-e-lahori, shir-e-mashrik Allama Muhmmad Iqbal ak hindu larki ko dakh raha tha jo bht khubsurat thi to us larki ki nazar jab iqbal pr pari to shiyrana andaz ma kehna lagi:-
🤐اپنے سے اونچا جو صنم دیکھتے ہیں
😙زندگی میں وہ رنج و الم دیکھتے ہیں
Us ka is shar par kaladar-e-lahori na bra pyara andaz ma jawab dia ka:-
😎تجھ سے غرض نہ تیری صورت سے غرض
🥀ہم تو مصور کا قلم دیکھتے ہیں
Kya khubsurat bat ki iqbal na ka tuj sa koi garz nahi balka hum to us rab tala ka shahkar ko dakhta ha ka jis na is ko bnaya ha wo khud kitna khubsurat ho ga.Allah hum sab ko huzur ki muhabat,ishq naseeb farmay 🤲 sb Ammeenn
Khalifa🕊
Insan ko Allah ma apna khalifa bna kr bhaja ha yani us ko chahiya ka acha kamo ka hukam da aur burai sa roka ak choti si example ka jab reach kisi student ko apni jaga pr khara kr ka jata ha to us ka farz ha bacho ko bahir na jana da aur us ko chup krway isi tarha hum ia dunya ma ay ha jis tarha wo bacha jb teacher ay ga btay ga ka ma yaha pr raha aur in ko chup krwaya isi tarha huma bhi jawab dana ha ka hum na kya kia😓 huma har chez ka jawab dana ha bhula nai 😔 Allah hum sab ko hisab sa bachay aur magfirat farmay Ammeenn
Comments
Post a Comment