Very Motivational | Why consistency is more important than talent⛳
Assalamulaikum! Ksa ha ap sb? Aj ka blog bht hi interesting and motivational ha i hope sb ko acha lga ga.
Why Consistency is important than talent?🚶♀️
Bohat sa log asa ha jin ka pas bohat talent ha lakin agr un ma consistency nahi to wo apni life ma kuch bhi achieve nahi kr skta. Yad rakha agr ap kisi kam ko start krta ha to roz uska lia kam kara, struggle kra aur isi tarha agr ap roz uska lia mehnat nahi krta to ap usko hasil nahi kr skta. Agr dakha jay to wo students jo roz ka kam roz krta ha wo un students sa zada aga nikal jata ha jo zada intelligent ho🙂
Talent kya ha?🧠
Talent kisi bhi insan ma mojud wo qudarti salahiyat ko keh skta ha. Isi trha apki wo skills jis ko karna ma apko maza ay apka talent ha.👌 Bohat sa log asa ha jin ko likhna ma maza ata ha✍️ wo unka talent ha. Bohat sa log asa ha jin ko khalna ma maza ata ha🏌️♀️ wo unka talent ha yani wo game bhi ho skti ha wo koi asi activity bhi ho skti ha jis ma apko maza ay.🎈 To yad rakha bohat sa asa log ha is dunya ma jin ka pas talent hota ha lakin wo khid bhi nahi janta? Yad rakha apna talent ko dhunda aur polish kara jis sa nikhar kar wo dunya ma samna ata ha🎍
Lgatar Mehnat ha kya?👀
Lgatar mehnat ka matlb ha ap roz mehnat kara aur jo kuch ap achieve karna chahte ha uska lia mehnat kara.🏃♂️ lakin agr is tarha kara ka ak din kar lia aur phit chor dia to ya consistency bilkul nahi ha.🥀 Roz ka mehnat karna sa hi consistency pada ho gi aur kam asan lga ga. Agr hum religious point of view sa dakha to wo log jo nmaz nahi parta kabhi pucha ku? Kuka unko mushkil lagti ha🦇 asa ku? Kuka wo roz nahi parta agr wo consistency ka sath roz parha to unko kabhi namaz mushkil na laga.
Consistency ka fawaid🌷
Yad rakha consistency ka bohat fawaid ha jasa ka:
Sabar pada ho jana🦋
Jab roz roz mehnat kara ga aur chota goals achieve kara ga to ya nahi kaha ga ka hum sa nahi hota balka usko bardasht kara ga 😶 aur tab hi life ma kamyabiya hasil kar skta ga.
Mehnat krna ma mushkil nahi hoti🤩
Yad rakha jab hum roz mehnat karta ha to kam mushkil nahi lagta lakin jab roz nahi karta aur sara kam ak din ma kara ki koshish karta ha to hmasha na-kam ho jata ha⭕ to yad rakha agr roz ka kam roz kara ga to adat ho jay gi aur kam mushkil nahi laga ga.
Na-kami sa ghanta nahi🙍♂️🙍♀️
Yad rakha jo log rozana mehnat karta ha wo kabhi bhi na-kami sa ghabrata nahi ha. Wo kabhi khof-zada nahi hota ka hum nahi kr skta😦 hmra lia mushkil ha balka wo jitni bar fail hota ha dubara try karta ha aur phir kamyabi hasil karta ha.🙆♀️🙆♂️
Chota goal achieve karna🐣
Jab consistency ka sath apna kam par focus karta hua hum chota chota goals achieve karta ha to hum bara goal khud-bakhud achieve kar lata ha to choti achievement bara goals ka lia stairs 🎢 ka kam karti ha.
Without Talent kamyabi🏆
Yad rakha bohat sa log asa ha jin ka pas talent ka pata nahi ho ya na ho lakin unki consistency unko zrur kamyab karwa dati ha🎊 iska lia best example jo abhi fakir na religion point of view sa di ap is sa smjh skta ha ka kis tarha sirf consistency sa kamyabi hasil kr skta ha.🎀
Na-kam log🤷♀️🤷♂️
Yar rakha na-kam log wo hota ha jo roz ka kam roz nahi karta 😐 mehnat sa darta ha😨 jab bhi asa kuch kaha jay gusa karta ha. Asa log khud kuch nahi karta lakin sirf dusro sa hasad karta ha phir. Yad rakha khud par mehnat kara apna ap ko kisi mukam par la kar jay👩💼 khud ka lia kam kara apna apko nikhara 💎 wo kehta ha na ka:
"Kamyab log apna fasla sa dunya badalta ha😎 jab ka na-kam log dunya ka dar sa apna fasla badalta ha💁♂️"
Yad rakha agr ap bari bari bata kara aur mehnat na kara to ap zindagi ma kuch bhi hasil nahi kar saka ga.
Conclusion 🕊
To hum na dakha ka talent sa kahi zada zaruri ha consistency. Uski waja ya ka agr hum roz mehnat kara aur chota goals achieve kara ga tab hi hum apna bara goals achieve kar sakta ga. Mehnat kara hamsha positive socha. Charity work kara💆♀️ aur apna talent ko talash kara aur polish kar ka dunya ko dikhay 💎 aur kabhi bhi khud ko na-kam na kaha air hmasha mehnat kara .💪
Allah hum sab ko kamyabiya ata farmay Ammeenn🤲 apna point of view zrur share kara aur btay apko aj ka blog kasa lga😚
Bae sara khel mehnt ka hota dil m tmna honi chye or lagn b 💘
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
Delete